Aasteen Kai Saamp

 

Aasteen Kai Saamp

Yahan hamarai darmiyaan
Kai asteen kai saamp hain
Kai hain azdahai
Kai nanhai saamp hain

Masnad pai braajman
Yeh kaisai saamp hain
Khoon peetai huway
Yeh khooni saamp hain

Siyasat hai teri
Adawat hai meri
Kuchal tai sar tera
Jo himmat hai meri