paanch waqt ka namaazi

 

 

 

paanch waqt ka namazi

zubaan ki darazi

lambi si darhi

utni lambi gaari

Maathai pai mehraab

nazar hai kharab

muhafiz, klashinkov

dushman firqai ka khauf

 

paanch waqt ka namazi

lahaul,

meri hi zubaan ki daraazi