Phir Bhi Muskarana

 

Thori si jalan

aur thori si nadaamat

Angaron main tu ghar bana

Gar Guzrai aik qayamat

Haar main ye jaana

Tu Muskarata ja

Dard main ye jaana

Sab ko hansata ja

 

Yaar hain tau wo khafa

Jaibon main kuch na bacha

Mehnat sai kuch na mila

Jo milta tha ganwa diya

Walid hain wo manain na

Walida ko kya pata

 

Phir bhi muskarana

Kaisa yeh dewaana

Phir bhi

 

Thori si khushi  aur thori si himaqat

Aik chahat main yeh ghul milain

Phir Guzri Aik Qayamat

Haar main ye jaana

Tu Muskarata ja

Dard main ye jaana

Sab ko hansata ja