Qatil Kaun

 

apnai bachon ko khanai ko nahin

maulvi salah kehta hai hai tu kar

Allah allah

 

kya khuda kau aaj paka kai khaa sakta hoon?

bachon ko doodh ki jagah pila sakta hoon?

tu kar Allah Allah

 

main nai apnai haathon ko taqatwar kiya

jo nahin mila, main nai jaa kar cheen liya

jo rastai main aya, zair-e-zameen kiya

tu kar Allah Allah

 

koi gilah nahin, koi shikwa nahin

koi dozakh nahin, koi khuda nahin

tu kar Allah Allah

 

Qatil kaun

Qatil kaun.